![]() |
Bewafaai Karti Hain |
Jaane kya soch ke lehrain sahil se takrati hain.
Aur phir se laut jaati hain..
Samajh nahi aata ke woh kinaaron se
bewafaai karti hain.
Yaa phir laut ke samandar se wafaa nibhati hain….! ?
For More - http://www.bindasshayarihindi.blogspot.in/
No comments:
Post a Comment